Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Hema Malini
Home Hema Malini
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey hey hey hey hey ho ho ho ho ho ho hey hey hey hey hey hey hey hey arre wohi to hai pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein tera peechha na main chhodoonga soniye peechha na main chhodoonga soniye bhej de chaahe jail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein darta main nahin chaahe ho zameen chaahe aasman jahaan bhi tu jaayegi main wahan chala aaunga darta main nahin chaahe ho zameen chaahe aasman jahaan bhi tu jaayegi main wahan chala aaun tera peechha na na chhodoonga soniye peechha na main chhodoonga soniye bhej de chaahe jail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail mein hey hey hey hey ta ra ru ru o jaane jigar din mein tu agar mujhse na mili sapnon mein aake saari raat jagaaunga o jaane jigar din mein tu agar mujhse na mili sapnon mein aake saari raat jagaaun tera peechha na na chhodoonga soniye peechha na main chhodoonga soniye bhej de chaahe jail mein pyaar ke is khel mein do dilon ke mail
tere chehre mein wo jadoo hai tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai teri heere jaisi aankhen aankhon mein hain laakhon baaten baaton mein ras ki barsaaten mujh mein pyar ki pyas jagayen tu jo ek nazar daale jee uthein marne waale lab tere amrit ke pyale dil mein jeene ki aas badhaye chal padte hai tere saath kadam main rok nahin pata hoon main rok nahin pata hoon tere chehre mein wo jadoo hai jab se tujhko dekha hai dekh ke khuda ko maana hai maan ke dil ye kehta hai meri khushiyon ka tu hai khazaana de de pyar ki manzoori kar de kami meri poori tujhse thodi bhi doori mujhko karti hai diwaana paana tujhko mushkil hi sahi paane ko machal jaata hoon paane ko machal jaata hoon tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai
teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein tere naazuk hanseen kadmon ke neeche humsafar mere are o humsafer mere jahaan hoga koi kaanta jahaan hoga koi kaanta wahaan main dil bichhaa doonga teri aankhon ki chaahat mein tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil teri duniyaa teri mehfil ujaala mil sake tujhko ujaala mil sake tujhko to main ghar bhi jala doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai phool kaliyaan kis ko kehte hain ke kaliyaan kis ko kehte hain lahoo mera salaamat main lahoo mera salaamat main tera jeevan saja doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai
tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai bolo na tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai pyaar kahaan apni kismat mein pyaar kahaan apni kismat mein pyaar ka bas deedaar kiya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai tum ho itne hasin ke tum par laakhon marti hongi haan haan laakhon marti hongi tum ho itne jawaan hazaaron aahen bharti hongi haan haan aahen bharti hongi kis ko kaha tumne apna ban ke rahe kiska sapna sapne to sapne hain aakhir sapne to sapne hain aakhir kis ne inhen saakaar kiya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai maine dekha haal dilon ka dekhe do dil waalen maine dekhe do dil waalen ek dooje ke pyaar pe dono jaan lootane waalen dono jaan lootane waalen pyaar ka saara jahaan dushman dekh saka na unka milan auron ki chhodo apni sunao auron ki chhodo apni sunao tum ne kahaan dil haar diya hai tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai pyaar bhara dil kisi ko diya hai
zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana haan zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage are chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage peechhe reh jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u haa haa ud le e ud le e o u hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar muskuraate huye din bitaana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana di di di di deyi ud le e ud le e ou di di di di do u ud le e ud
zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye har taraf se pyaar ka paigaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye bas mazaa jeene ka ha ha ha bas mazaa jeene ka suboh shaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye aadmi ko aadmi ke kaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam jeevan khel hai duniyaa rail hai chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chalo railgadi ki tarah khel ye khelo khiladi ki tarah gir mat jaana anadi ki tarah jeevan khel hai duniyaa rail hai jeet kar iss khel mein jeet kar iss khel mein inaam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam aana chahiye zindagi ka yun zubaan par naam hasne se naa rone se jaagne se naa sone se hasne se naa rone se jaagne se naa sone se jikr bhi hota nahin gumnaam hone se naam hota hai zara badnaam hone se apne sar pe bhi koi apne sar pe bhi koi ilzaam aa na chahiye zindagi ka yun zubaan par naam
zindagi ki naa toote ladi zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi o lambi lambi umariyaa ko chhodo lambi lambi umariyaa ko chhodo pyaar ki ek ghadi hai badi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho wo jawaani jawaani nahin jiski koi kahaani na ho hooooo kahaani na ho aansoon hai khushi ki ladi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi mitwa tere bina laage na re jiyara hoooo mitwa tere bina laage na re jiyara laage na aaj se apna waada raha oooo mitwa hum milenge har ek mod par hoooo aaj se apna waada raha hum milenge har ek mod par dil ki duniyaan basaayenge hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tera Peechha Na Chhodunga Jugnu (1973) 04:59 13469
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini, Prem Chopra
Duration : 04:59   Song Number : 13469   

Tere Chehre Mein Wo Jadoo Hai Dharmatma (1975) 04:19 13073
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Hema Malini
Duration : 04:19   Song Number : 13073   

Teri Aankhon Ki Chaahat Janta Hawaldar (1979) 06:07 13422
 
Poster of Janta Hawaldar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Yogeeta Bali, Hema Malini
Duration : 06:07   Song Number : 13422   

Tum Ne Kisi Se Kabhi Dharmatma (1975) 04:06 21384
 
Poster of Dharmatma (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Kanchan
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Hema Malini, Rekha
Duration : 04:06   Song Number : 21384   

Zindagi Ek Safar Hai Suhana Andaz (1971) 04:22 21498
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 04:22   Song Number : 21498   

Zindagi Ka Yun Zuban Par Naam Dil Ka Heera (1979) 06:38 16425
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini, Sachin
Duration : 06:38   Song Number : 16425   

Zindagi Ki Naa Toote Kranti (1981) 07:06 21508
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 07:06   Song Number : 21508   
Karaoke Songs of Hema Malini, Sad Songs of Hema Malini, Love Songs of Hema Malini, Dance Songs of Hema Malini, Hip-hop songs of Hema Malini, Best songs of Hema Malini, Super hit songs of Hema Malini, hit songs of Hema Malini, duet songs of Hema Malini, solo songs of Hema Malini, old songs of Hema Malini, famous songs of Hema Malini, Hindi Karaoke Songs of Hema Malini, Hindi Sad Songs of Hema Malini, Hindi Love Songs of Hema Malini, Hindi Dance Songs of Hema Malini, Hindi Hip-hop songs of Hema Malini, best Hindi songs of Hema Malini, super hit Hindi songs of Hema Malini, hit Hindi songs of Hema Malini, duet Hindi songs of Hema Malini, solo Hindi songs of Hema Malini, old Hindi songs of Hema Malini, famous Hindi songs of Hema Malini, Sing Along Songs of Hema Malini, Sing Along Sad Songs of Hema Malini, Sing Along Love Songs of Hema Malini, Sing Along Dance Songs of Hema Malini, Sing Along Hip-hop songs of Hema Malini, Sing Along Best songs of Hema Malini, Sing Along Super hit songs of Hema Malini, Sing Along hit songs of Hema Malini, Sing Along duet songs of Hema Malini, Sing Along solo songs of Hema Malini, Sing Along old songs of Hema Malini, Sing Along famous songs of Hema Malini